National Sports Day 29 August har saal celebrate kiya jaata ye divas hockey divya charitra Major Dhyan Chand ka janmdin pr manaya jaata hai. Major Dhyan Chand ji ne Jite hue teh gold medals olympics khele teh Bharat ke liye wo varsh 1928, 1932 or 1936 . Major Dhyan Chand Ji Ka Janmdin 29rh August 1905 wo rehte hai Allahabad ( Prayagraj ) Uttar Pradesh mein aaata hai, unko Padma Bhushan award mile hai. or 1992 mein unhone bharatiya sainik mein gaye teh. or aise hi bohat saare honaar khiladiya hai jaise ki Virat Kohli, Mahendra Singh Dhoni, Saina Nehwal, Mary Kom, or bhi bohat jan jo bharat ke liye khelte hai or desh ka naam badaate hai aisi hi unko or sab ko Rashtriya Khel Divas Ki Bohat Shubhkamnaye






Comments
Post a Comment