Mahatma Gandhi Jayanti ye din itna accha diwas ki aapko is baare mein batayenge. Gandhi ji ka janam 2 October 1869 mein hua tha aur ye diwas har saal 2 ocotober ko dhoom dhaam se manaya jaata hai. aur har saal school mein samaroh aayojit kiya jaata hau aur bhashan, gaana, dance bhi hota hai unka janmdin pr poora bharat anand lete hai. aur unka bhashan har saal bharat ke pradhan mantri bolte hai. unhone ek bharat ke liye lad gaye teh wo bhi shaanti se unhone kaise british logo ko kaise bharat se bhagaya jisne bharat ke logo pr itne atyachaar kiye teh. unhone poore duniya mein bata diya hum shaanti mein bhi unka hara skte hai. aur unka gandhi ji memorial raj ghat delhi mein hai. Gandhi ji ka diwas bharat mein hi nhi bahar desh mein bhi anand lete hai.
Sandesh
Aap Khudko Badlav Baniye
Jo Aap Duniya Mein Dekhna
Chahte Hai
Khaadu Jiski Hai Pehchan Karm
Hi Jiski Shaan Hai Satya Aur
Ahinsa Jiski Jaan Hai Hindustan
Ka Jiska Imaan Hai Gandhi Jayanti Ki Shubhkannaye
Apni Burayi Humesha Suniye
Apni Taarif Kabhi Na Sune
Comments
Post a Comment