Happy Teachers Day har 5 september ko manaya jata hai. or ye din hamare purv ke Bharat ke Rashtrapati Dr. Sarvepalli Radhakrishnan ka janmdin bhi manaya jata hai. shikshak hume bs sikhata nhi hai ki padna kaisa hai ye bhi sikhata hai ki aap konsi raasta sahi hai yaa galat. ye din bharat purv jashun 1962 mein chaalu hua. Maa or Pitaji 1 sikhaane mein unka haath hota hai uske baad shikshak hume sahi raasta or hume sahi shiksha dene ka kaam krte hai. shikshak hume acche sanskar or padai mein yash mile ye koshish krte rehte hai. unko ye nahi hai ki 1 baccha yash mile unka iccha rehta hai sabhi bacche ko yash mile or apna karya krte rahe or apne jivan mein asie hi aage badte rahe. shikshak hame accha insaan banata hai.
Ek Accha Shikshak Jab Jivan
Ke Sabak Sikhata Hai Toh
Koi Bhi Usse Jivan Bhar
Nahi Mitha Sakta
Dua Krte Hai Hum Aapke
Liye Har Pal Har Din Aapke
Liye Laaye Hasin Pal
Ho Khoobsurat Aapka Yah
Janmdin Aapki Tarah Khushiyo
Ka Lage Mela Aapke Jivan Mein Har Pal
Jivan Mein Jo Raah Dikhaye
Sahi Tarah Chalna Sikhaye
Mata-Pita Se Pehla Aata Jivan
Mein Sada Aadar Paata Jo
Mera Shikshak Kahlata
Bachpan Ki Mitthi Mein Apna
Sneh Milata Hai Anubhuv Ke Chaak
Se Kitne Aakaar De jata Hai Maa-Baap
Ke Diye Sanskaro Ko Susanskar Banata
Hai Ha Shikshak Hi Hume Ek Accha Insaan
Banata Hai
Comments
Post a Comment