World Rose Day ye din 22 september ko har saal manaya jaata hai. aur ye diwas cance pidito ke dukh baathne ke liye manaya jaata hai ki jo har saal cance pidit nikalte hai unko khushiya baate aur unke saath masti aur maja kare unko aisa naa lage ki unko koi bimaari hai unko aisa bhavna lage ki wo bhi unke jaise sab kuch kaam kr skte hai.ye rose diwas kyu manaya jaata hai kyu ki un cancer pidito ko rose de kr unko yah ek shurwaat. hum sabko jivan mein bahut kuch krna hai aur ye jivan anth nahi hua hai iss katheen paristhithi se lada ja skta hai.
ye shurwat kaisi hui thi ye batate aap sbko
rose diwas ye din ek canada mein ek bacchi melnda ke jivan ke yaad pr manaya jaata hai. ye bacchi ko jab cance hua tha tab wo 12 saal ki thi tabh doctotone apne haath khada kr diya tha unko blood cance hua tha. toh doctorone keh diya tha ki ye bacchi 12 saal ki bs 2 hafte jinda reh skti hai. kintu iss bachi ka himmat dekho isne kabhi nhi haar maani aur ye 6 mahine tak itne katheen paristhithi hone ke bawjood bhi ladti rahi aur ladki ne doctoroko bhi galat saabit kr diya. uske baad unki maut ho gayi isliye yeh din vishwa rose din pr manaya jaata tha.
Comments
Post a Comment