Vishwa Hindi Diwas ko aise hi aaj joro joro se manaya jata hai waise har saal hindi ka din manaya jaata hai hindi bhasha ko kon rashtrabhasha banaya unki poori jankari batate hai. hindi ek bhasha toh hai pr wo ek sanskrit se aayi hui ek bhasha waise toh sanskrit aayi hui bhasha sab hi hai jaise ki hindi, marathi, aur bohat saari hai.
ITIHAAS
14 september ko har saal manaya jata hai. hindi ko godh liya tha 14 septmeber ko aur adhikarik bhasha hai bharat ki. 14 september 1949 ko ye matt liya gaya tha ki hindi bhasha hi rajbhasha hogi. yah bhi hai ki 14 septmeber 1949 ko hindi ke purodha vyohaar rajendra sinha ka 50 wa janmdin tha. inhone hindi ko rashtrabhasha banane ke liye bahut mehnat ki thi
Niz Bhasha Unnati Hai
Sab Unnati Ka Mul
Bin-Niz Bhasha Gyan Ke
Mithat Nahi Hiy Ka Sul.
Rashtra Bhasha Ke Rashtra
Goonga Hai.
Comments
Post a Comment